Search This Blog

Showing posts with label love shayari. Show all posts
Showing posts with label love shayari. Show all posts

Friday, January 11, 2019

Aur behak jaate hai..

Naa jaane kya khoobi hai uske ishq me ki,
Jab bhi use dekhe to mehak jate hai,
aur behak jaate hai..!!

Saturday, December 29, 2018

Naraz na hua karo...

Bade hi Sarfarosh hua karte hai,
Haqiqaton ki aagosh hua karte hai,
Meri chup se naraz na hua karo,
Gehre samundar hamesha khamosh hua karte hai..!!!

Friday, December 28, 2018

Monday, December 24, 2018

Dil Puchta hai baar baar..

Dil ke kone se aawaz aati hai
hume har pal unki yaad aati hai
Dil puchta hai baar baar humse
Ki jitna hum yaad krte hai unhe 
Kya unhe bhi humari yaad aati hai

Pehli Mohabbat

pehli mohabbat k liye , dil jise chunta hai...
Wo apna na ho par dil par raaz hmesha usi ka rehta hai..!!

Saturday, December 22, 2018

Mohabbat chahe kuch pal ki ho

Mohabbat chahe kuch pal ki ho
dil me ghar marte dam tak k liye kr jaati h

Na Zahir hui Mohabbat

NA ZAHIR HUI MOHABBAT, NA BAYAN HUI HUMSE
BAS SULJHI HUI AANKHON ME , ULJHI RAHI MOHABBAT

Saturday, August 4, 2018

Paniyon Sa Lyrics – Satyameva Jayate starring John Abraham: A beautiful romantic song in the voices of Atif Aslam and Tulsi Kumar



Paniyon Sa Lyrics – Satyameva Jayate starring John Abraham: A beautiful romantic song in the voices of Atif Aslam and Tulsi Kumar. The song is composed by Rochak Kohli with lyrics written by Kumaar.

Singer: Atif Aslam, Tulsi Kumar
Music: Rochak Kohli
Lyrics: Kumaar
Music Label: T-Series
Film Directed by – Milap Milan Zaveri
Satyameva Jayate in Cinemas: 15 August 2018

Paniyon Sa Lyrics

Jo tere sang laagi preet mohe
Rooh baar baar tera naam le
Ki Rab se hai maangi yehi duaa aa…
Tu haathon ki laqeerien thaam le

Chup hain baatein
Dil kaise bayaan main karoon
Tu hi kehde
Woh jo baat main keh na sakoon

Ki sang tere paniyon sa, paniyon sa
Paniyon sa behta rahoon
Tu sunti rahe main kahaniyaan si kehta rahoon
Ki sang tere baadalon sa, baadalon sa
Baadalon sa udta rahoon
Tere ek ishaare pe teri ore mudta rahoon
Ooo…

Aadhi zameen, aadha aasmaan tha
Aadhi manzilein, aadha raasta tha
Ikk tere aane se mukamaal hua sab ye
Bin tere jahaan bhi bewajah tha

Tera dil banke main saath tere dhadkoon
Khudko tujhse ab door na jaane doon

Ki sang tere paniyon sa, paniyon sa
Paniyon sa behta rahoon
Tu sunti rahe main kahaniyaan si kehta rahoon
Ki sang tere baadalon sa, baadalon sa
Baadalon sa udta rahoon
Tere ek ishaare pe teri ore mudta rahoon
Ooo…

Monday, May 14, 2018

Sapno Se Is Dil Ko Gulzaar Karte Hain


Dil Ki Gehraaion Se Aaj Ye Ikraar Karte Hain
Hum Mohabbat Aapse Beshumaar Karte Hain
Tanha Raton Mein Jab Palkein Khamosh Hon
Bus Aap Hi Ke Sapno Se Is Dil Ko Gulzaar Karte Hain

Popular Posts